Thursday 9 May 2013

RAJA SIR DIABETES UMMIED TRUST CAMP IN BHAVNAGAR

DIABETES CAMP ORGANISED IN BHAVNAGAR GUJARAT, INDIA BY PROFESSOR DR A.H.S. RAJA

DARUDE SALAAM: SALAAM US PAR KE JISNE BEKASO KI DASTAGEERI KI. Peace be upon he who aided the helpless.


SALAAM US PAR KE JISNE BEKASO KI DASTAGEERI KI.
Peace be upon he who aided the helpless.
SALAAM US PAR KE JISNE BAADSHAHI ME FAKEERI KI.
Peace be upon he who in his royal reign loved in poverty.

SALAAM US PAR KE ASRARE MUHABBAT JISNE SAMJHAYA.
Peace be upon he who explained the secrets of love.
SALAAM US PAR KE JIS NE ZAKM KHAA KAR PHOOL BARSAYA
Peace be upon he who after being wounded, showered flowers.

SALAAM US PAR KE JISNE BHUKE PYAASON KO QABAAYE DI.
Peace be upon he who gave (and satisfied) the hungry and thirsty.
SALAAM US PAR KE JISNE GAALIYAN SUN KAR DUWAYEIN DI.
Peace be upon he who after listening to abuse, made dua for them.

SALAAM US PAR KE JISKA ZIKR HAI SAARE WADHAA’IF (AALAM) ME.
Peace be upon he who is mentioned in all the wadhaa’if (Universe).
SALAAM US PAR KE JO MAJROOH HUWA BAAZAR-E-TAIF MEIN.
Peace be upon he who was wounded in the market of Taif.

SALAAM US PAR KE JISKE GHAR KE LOG US SE JUNG KARTE THE.
Peace be upon he whose obdurate wages war (against him)
SALAAM US PAR KE JISKE WATAN KE LOG US KO TANG KARTE THE.
Peace be upon he whose fellow countrymen harassed him.

SALAAM US PAR KE JISKE GHAR ME CHAANDI THI NA SONA THA.
Peace be upon he whose home did not possess silver nor gold.
SALAAM US PAR KE TOOTA BORIYA JISKA BICHAUNA THA.
Peace be upon he whose broken mat (made of palm leaves) was his bed.

SALAAM US PAR JO SACHCHAYEE KI KHATIR DUKH UTATA THA.
Peace be upon he who for the truth suffered difficulties.
SALAAM US PAR KE JO BHUKHA RAH KAR AURON KO KHILATA THA.
Peace be upon he who would remain hungry and feed others.

SALAAM US PAR KE JO UMMAT KE LIYE RATON KO ROTA THA.
peace be upon he who for his ummah would cry at night.
SALAAM US PAR JO FARSHAY KHAAQ PAR JADAY ME SOTA THA.
Peace be upon he, who use to sleep on the earth full of dust in the coolest night.

SALAAM US PAR KE JISKI SAADHGI DAR SE BASEERAT HAI.
Peace be upon he who from whose simple abode there is clear sightedness understanding.
SALAAM US PAR KE JISKI ZAAT FAKRE AADMIYAT HAI.
Peace be upon he whose existence is an honour for human kind.

SALAAM US PAR KE JISNE JHOLIYAN BHARDI FAQEERON KI.                                             
peace be upon he who filled the sack of the poor.
SALAAM US PAR KE JISNE KHOL DI MASH KE ASEERON KI.
Peace be upon he who open the holds of the prisoners.

SALAAM US PAR KE JISKI CHAAND TARON NE GAWAHI DI.
Peace be upon he for whom the moon and stars gave evidence.
SALAAM US PAR KE JISKI SANG PAHADO NE GAWAHI DI.
Peace be upon he for whom the hard mountain gave evidence.

SALAAM US PAR KE JISNE SHIRK KE PURZE UDA DAALE.
Peace be upon he who cut to shreds the beliefs polytheism.
SALAAM US PAR KE JISNE NAKSHE BAATIL KE MITA DAALE.
Peace be upon he who destroyed the picture of falsehood.

SALAAM US PAR KE JISNE ZINDAGI KA RAAZ SAMJHAYA.
Peace be upon he who explained the mystery of the life.
SALAAM US PAR KE JO KHUD BADR KE MAYDAAN ME KAAM AAYA.
Peace be upon he who himself was beneficial in the battlefield of badr.

SALAAM US PAR KE JISNE BEKASO KI DASTAGEERI KI.
Peace be upon he who aided the helpless.
SALAAM US PAR KE JISNE BAADSHAHI ME FAKEERI KI.
Peace be upon he who in his royal reign loved in poverty.

SALAAM US PAR KE JISNE BEKASO KI DASTAGEERI KI.
Peace be upon he who aided the helpless.



video address for the above duroode salaam: http://youtube/aNvbs_q2JIE